Ek Din..
har uthta kadam manzil ka pata pooche
mile na mile, khwab dekhne mein harz hi kya
ek roj ayega, mujhe usse milayega...
tab na dooriya hongi, na hongi ye betabiyan
simatti hogi o rat, badan woh churati huyi...

rukasa oh waqt, rakh kar uska sar mere seene par...

sharmayega mehtaab, mere hoton ko choon kar...

nam mere hath, uske julfon mein gumshuda...

sannata bhara hoga, uske ahosh mein khoya hua...

gilasa o sawan, humen jazbaaton se bhigota hua...

na koi rah na manzil, sare khwaish poore honge...

sapna hei Gumnaam, rat bhar jaagte raho

0 Comments:
Post a Comment
<< Home