Unka Naam
Keise bulaye unhen hum nahin jaante,
jaan kahen ya jaan-e-jana yeh hum nahin jaante.
hum unko humse paraya nahin maante,
apna kahen ya azeez yeh hum nahin jaante.
dil hamara unke paas kab se hei yeto nahin jaante,
mehbooba kahen ya janeman hum nahin jaante.
ho koi unse behter ye hum nahin jaante,
nigaar kahen ya pakeezah hum nahin jaante.
woh insan hei ki ehsaas ye hum nahin jaante,
preet kahen ya preetam yeh hum nahin jaante.
dil ke kareeb koi aur hei ye hum nahin jaante
dost kahen ya habeeb yeh hum nahin jaante.
maashooq ya maah para, yaar ya jaanisaar,
kya kahen, kya nahin... yeh hum nahin jaante.

0 Comments:
Post a Comment
<< Home